جو سرِ شام تجھے جلوہ فشاں دیکھتے ہیںوہ بھلا چاند ستاروں کو کہاں دیکھتے ہیںیوں مری آنکھ میں ٹھہرا ہے سراپا تیراجیسے بے گھر کبھی خوابوں میں مکاں دیکھتے ہیںہم نے اس طرح تجھے دل میں بسایا ہے کہ ہماپنی صورت میں بھی اب تیرا نشاں دیکھتے ہیں
Jo sar-e-shaam tujhe jalwa-fishaan dekhte hainWoh bhala chaand sitaaron ko kahaan dekhte hainYoon meri aankh mein thehra hai saraapa teraJaise be-ghar kabhi khwaabon mein makaan dekhte hainHum ne is tarah tujhe dil mein basaaya hai ke humApni soorat mein bhi ab tera nishaan dekhte hain
مکمل پڑھیں ←
