لگتا نہیں ہے دل مرا اجڑے دیار میںکس کی بنی ہے عالم ناپائیدار میںکہہ دو ان حسرتوں سے کہیں اور جا بسیںاتنی جگہ کہاں ہے دل داغدار میں
Lagta nahin hai dil mera ujre dayaar meinKis ki bani hai aalam-e-na-paidaar meinKeh do in hasraton se kahin aur ja basenItni jagah kahan hai dil-e-daaghdaar meinKitna hai bad-naseeb 'Zafar' dafn ke liyeDo gaz zameen bhi na mili koo-e-yaar mein
مکمل پڑھیں ←