دنیا میں نام دولت سے نہیں بنتا،انسان کا مقام کردار سے بنتا ہے۔الفاظ تو ہر کوئی بول لیتا ہے،مگر پہچان انسان کے عمل سے ہوتی ہے۔وقت بدلتا ہے، لوگ بدل جاتے ہیں،مگر اچھے کردار ہمیشہ یاد رہ جاتے ہیں۔
Duniya mein naam daulat se nahi bunta,Insaan ka maqam kirdar se bunta hai.Alfaz to har koi bol leta hai,Magar pehchan insaan ke aml se hoti hai.Waqt badalta hai, log badal jate hain,Magar ache kirdar hamesha yaad reh jate hain.
مکمل پڑھیں ←